Beautiful Best Urdu Poetry - Lovely & Romantic Urdu Poetry


Woh bhi kya din the.
Ammi ki goadh aur abbu ke kandhe.
Na job ki soch, na life ke pange.
Na kal ki fikr, na future ke sapne.
Ab kal ki hai fikr aur adhore hain sapne.
Murrh ke dekha to bohot door hain apne.
Manzilon ko dhoondthe kahan kho gaye ham.
Kitni jaldi itne barhe hogaye ham.


Romantic Best Urdu Poetry


Now, for lovers it could be one of the Best Urdu Poetry as we know that they are often sad and look for only a single person in this mortal world. You might have experienced and would have noticed how Romantic Poetry helps us facing loneliness. I am sure this would be Best Urdu Poetry for you if you have ever loved poetry. I hope I would win your hearts friends.

Rang tha roshni thi, qayamat tha,
Jis pe hum mar mittey qayamat tha,
Khush jamalon mein dhoom thi apni,
Naam us ka bhi wajah-e-shohrat tha,
Khawab tameer ban kar atey they,
Kya ajab mausam rafaqat tha,
Aik aik saans qurbton ka gawaah,
Har nafss lamhaa-e-ghaneemat tha,
Aur phir yun hua ke toot geya,
Woh jo ik rishta-e-mohabbat tha.

Beautiful Best Urdu Poetry
Beautiful Best Urdu Poetry